Skip to main content

Posts

Showing posts from November, 2024

ये वादा रहा...❤️

 Ye wada Raha... Zindagi Bhar Saath Nibhaunga Ye Wada Raha Pyar Tumse He Rahega Meri Jaan  Chahe Kam Ya Jyada Raha..😍 Chahat Bhari Mehfil Me Tera Naam Lene Mein Sharmayenge Nahi  Koi husn ki pari bhi aajaye saamne to Uske dikhawe me aayenge nahi..☝️ Teri har baat ko manunga main meri jaan  Accha ho ya bura sabko janunga main,  Sath to maut tak ka hai hamara  Ye tumse mera wada hai..🤝 Tum jaanti ho main kaisa hoon  Meri chahat me main tere jaisa hoon, Maanta hoo tere liye main jyada khas nahi Kya hua agar jyada kuch mere pass nahi, Jaisa hoon waise he khush rakhunga na baba Ye bhi to ek mera wada hai..😊 Tere liye main samay nikal lunga  Jo bhi halat ho main sambhal lunga, Teri yaad ayegi to tujhko bata dunga Bina bataye to jaan jaye aisi chahat ho meri.., Muqammal isqh ki kahani na jism se  balki ruhani ho meri..🥰 Soch badal dunga teri main pyaar ke liye Meri jaan ye wada raha is baat ke liye...🤝 Tu galat na samjhio mujhe bata raha hoo ma...