Sochta hoon to koshhta hoon khudko
Ki itna kyu sochta hoon main,
Shhak karta hoon to sach nikalta hai
Phir sochta hoon ki kyu sochta hoon
Shhak karne ki ab adat si hai mujhko
Is ghadi ko pal pal koshhta hoon main,
Aur phir sochta hoon ki kyu sochta hoon,
jab khudko itna koshhta hoon
Koshh Koshh ke khudko gunehgar bana liya maine
Kya karu ab sochta hoon main,
Saza bhi ho to sochu thoda Us saza ko bhog khudko koshhu thoda,
Thoda thoda shak jaata hai
Wo bhi sach nikal jaata hai,
Soch ke main kis ghadi me nikal jaata hoo
Sochta hoon to wapas us ghadi se laut aata hoon,
Maine Sochna nahi chhoda beshaq zamana kharab hai thoda
Phir socha ki jo socha wo thik socha
To phir kyu maine khudko itna koshha,
Koshta hoon khudko to sochta hoon main,
ki kyu khudko itna koshta hoon main,
phir sochta hoo chalo jo bhi hai thik hai,
Kyu itna koshhna khudko,
Koshna bhi jayaz hai sochna bhi jayaz hai,
Ye kambhakt dimaag hai jo itna sochta hai,
Phir dil hai jo manta nahi aur khudko itna koshta hai,
Maan ja ae nadan dil aur mere dimaag,
Koi tere baare me kuch nahi sochta hai,
Tu meri jaan khamakha kha he khudko itna koshhta hai
Tu bata kya takleef hai tujhe kyu itna sochta hai,
Ja chhod diya sochna maine, ab kya tu aur sochega
Ab bhi bewajah he khudko koshhega ab bata aur kya sochega,
Maan li teri baat aur sochna maine chhod diya
Dil ki baat samajh ke koshhna khudko chhod diya,
Par ab bhi main bas itna sochta hoon
Comments
Post a Comment