Skip to main content

Posts

Showing posts from November, 2023

Kyun Itna Sochta HOON ?

Sochta hoon to koshhta hoon khudko Sochta hoon to koshhta hoon khudko Ki itna kyu sochta hoon main,   Shhak karta hoon to sach nikalta hai Phir sochta hoon ki kyu sochta hoon  Shhak karne ki ab adat si hai  mujhko  Is ghadi ko pal pal koshhta hoon main, Aur phir sochta hoon ki kyu sochta hoon, jab khudko itna koshhta hoon Koshh Koshh ke khudko gunehgar bana liya maine Kya karu ab sochta hoon main, Saza bhi ho to sochu thoda Us saza ko bhog khudko koshhu thoda,  Thoda thoda shak jaata hai  Wo bhi sach nikal jaata hai, Soch ke main kis ghadi me nikal jaata hoo  Sochta hoon to wapas us ghadi se laut aata hoon, Maine Sochna nahi chhoda beshaq zamana kharab hai thoda  Phir socha ki jo socha wo thik socha  To phir kyu maine khudko itna koshha,  Koshta hoon khudko to sochta hoon main, ki kyu khudko itna koshta hoon main, phir sochta hoo chalo jo bhi hai thik hai, Kyu itna koshhna khudko, Koshna bhi jayaz hai sochna bhi jayaz hai, Ye kambhakt di...